Smartphone Top 6 Useful Tricks Every Guy Know
(टॉप 6 उजफूल ट्रिक्स एंड टिप्स जो हर किसी को पता होनी चाहिए)
Hello Friends Aj Hum Apko Aise 6 Top Useful Tricks And Tips Batane Wale Hai Jo Ek Har Smartphone (Android) Use Karne Wale Person (व्यक्ति) Ko Jarur Pata Honi Chahiye Ye Tips And Tricks Apko Bohot Kaam Anne Wale Hai Toh Ap Ye Article Jarur Aur Pure Achi Tarah Se Padhe Aur Pura Padhe Apka Jada Samhe Na Lete Huye Chaliye Shuru Karte Hai.
Top 6 Very Useful Tricks And Tips (टॉप 6 बोहोत जरूरी ट्रिक्स एंड टिप्स)
1.Sabse Pehle Jo Apko Tip Or Trick Batane Wale Hai Wo Apke Liye Bohot Important And Very Useful Hai To Chaliye.
Kaye Baar Apka Phone Apke Friends Ke Pass Hota Hai Aur Kaye baar Family Related Ya Koi Unknown Person Apse Apka Phone Le Leta Aur Ap Log Chahte Hote Hai Ki Wo Apke Phone Se Koi Bhi Outgoing Calls Na Kar Paye Toh Ap Apne Phone Par Us Waqt Apne Outgoing Calls Band Kar Sakte Hai Uske Liye Apko Apne Phone Mai Call Logs Mai Jake Dial Karna Hai (*#31#) Aur Calling Ka Button Daba Dena Hai Uske Baad Apke Phone Mai Sabhi Outgoing Calls Block Ho jayenge Aur Apke Phone Se Koi Bhi Person Call Nahi Kar Payega Aur Agar Apko Outgoing Call Block Ko Deactivate Karna Ho Toh Ap Call Logs Mai Jake Dial Kare (#31#) Aur Apki Outgoing Calls Dubara Se Active Ho Jayege Ye Trick And Tip Apke Liye Bohot Jada Faydemand Hai.
2.Second Trick And Tip Ye Trick or Tip Apke Liye Kafi Important Hogi Or Ye Feature Apko Pata Hona Chahiye Toh Chaliye.
Ye Feature Apko Har Ek Smartphone Or Android Phone Mai Mil Jayega Jise Hum Google Sync Kehte Hai Ye Option Apko Apne Android Phone Ki Settings Mai Jake Account>Google Mai Mil Jayega Waha Apko Dekhaye Dega Google Calendar,contact,gmail,play books and google play tv etc Dekh Jayega Ye Option Apke Liye Bohot Hi Important Hote Hai Jisko Ap Ignore Kar Dete Hai Isme Se Google Contact Sync Ki Option Apke Liye Bohot Hi Jada Jaruri Hote Hai Jaise Ki Kabhi Apka Phone Agar Kafi Ghum Gya Ya Chori Ho Jata Hai Toh Apke Contact Bhi Ghum Jaate Hai Aur Apko Bohot Takleef Hote Hai Ap Apne Phone Mai Google Syc Ko Auto On Rakhe Aur Apne Saare Phone Ke Contact Ko Contact Ki Setting Mai Jake Gmail Mai Move Karde Aur Apne Sabhi No. Ko Gmail Mai Save Kare Aur Kabhi Agar Apka Phone Ghum Bhi Jaye Toh Ap Apne Dusre Phone Mai Gmail Mai Sign Ki Karke Google Syc Auto On Karke Apne Phone Mai Un Sabhi No. Ko Wapas La Sakte Hai Aur Apko Jada Pareshani Bhi Nahi Hogi Ye Feature Apke Liye Bohot Hi Important Hai.
3.Third Trick And Tip Ye Trick Bhi Apke Liye Bohot Hi Important Hai Aur Apko Ye Trick Se Bohot Fayda Hone Wala Hai.
Ye Trick (SAR VALUE) se Related Hai Ap Mai Se Jada Tarh Logo Ne Iske Baare Mai Nahi Suna Hoga Aur Iske Full Form Hai (Specific Absorption Rate) Iska Use Smartphone Mai Basically Phone Radiation Ke Liye Kiya Jata Hai Aur Agar Apke Phone Ki SAR Rediation Jada Hai Toh Woh Apke Liye Bohot Hi Hanikarak Hai Ap Apne Phone Ki SAR Radiation Ko Check Karne Ke Liye (*#07#) Ye Code Se Ap Apne Phone Ki SAR Radiation Ko Check Kar Sakte Hai Agar Apke Phone Ki Sar radiation 1.6 Hai Toh Woh Normal Hai Aur Ause Jada Hai Toh Woh Apke Liye Bohot Khatarnak Ho Sakte Hai Aur Apko nuksaan Ho Sakta Hai Ap Jarur Ek Baar Apne Phone Mai Check Karle.
4.Fourth Trick Ye Trick Apke Liye Bohot Useful Hai Aur Important Hai.
Agar Apne Apne Phone Mai Bohot Se Application Install Kari Hui Hai Toh Apke Phone Mai Baar-Baar Bohot Saare Faltu Ke Notifications Show Hori Hogi Aur Ap Us Chiz Se Bohot Hi Jada Pareshan Ho Jaate Ho Apne Ye Problem Ko Jarur Face Kra Hoga Ya Ap Kar Rahe Honge Ap Apne Phone Ki Settings>Notification Ka Option Show Karega Uspe Click Kare Aur Jo Bhi App Se Notification Faltu Ke Jada a Rahe Honge Ap Waha Jakar Notification App Ko Off untick Karke Notification Band Kar Sakte Ho Aur Apki Problem Ka Solution Bhi Ho jayega.
5.Fiveth Trick Ye Trick Or Tip Apke Phone Ke Bohot Kaam Anne Wali Hai.
Agar Apko Apne Android Smartphone Mai Pata Karna Hai Ki Koi Problem Toh Nahi Toh Ap (Test Mode)Ki Madad Se Pata Laga Sakte Hai Ki Apka Phone Sahi Se Kaam Kar Raha Hai Ki Nahi Ap Test Mode Ko Code Se Open Kar Sakte Hai Jise Hum Secret Code Bhi Keh Sakte Hai Ye Code Sabhi Samsung Ke Phones Mai Work Karta Hai Aur Baki Phones Mai Bhi Kar Sakta Hai Aur Nahi Bhi Ye Code -->(*#0*#) Ye Code Ko Ap Apne Calls Logs Mai Jake Dial Kar Sakte Ho Uska Baad Apke Phone Ka Test Mode Open Ho Jata Hai For Example - Sensor, speaker, lights, display,touch,vibrating etc. Ap Check Kat Sakte Hai Ki Ye Sahi Se Kaam Kar Raha Hai Ki Nahi Ye Test Code Ka Istemal Ap Tabh Kar Sakte Hai Jab Ap Kisi Se Phone Buy Kare Ho Ki Phone Sahi Hai ki Nahi Work Sahi Kara Hai Ki Nahi Ap Test Mode Ki Madad Se Check Kat Sakte Hai.
6.Sixth Trick Ye Trick Apko Jarur Pata Honi Chahiye Ye Trick Apne Phone Ke Liye Bohot Jada Jaruri Hoti Hai.
Developer Option Ye Option Ke Baare Mai Bohot Se Log Jante Honge Aur Bohot De Logo Ko Pata Hi Nahi Hota Ki Kya Hai Is Option Ki Madad Se Ap Apne Phone Ki Performance Ko Fast Kar Sakte Hai Ye Option Ko Ap Phone Ki Settings>About>Build Number Mai Jake Build Number Par 7 Baar Click Kroge Toh Settings>About Ke Upar Developer Option Show Kar Jayega Agar Ap Chahte Hai Ki Apko Developer Option Ke Baare Hai Complete Details Mai Post Likhu Toh Ap Mujhe Comment Karke Bata Sakte Hai.
Agar Apko Ye Post Se Koi Fayda Hua Ho Aur Agar Apke Liye Ye Post Useful Hui Ho Aur Apki Koi Help Hui Ho Toh Ap Jarur Comment Karke Bataye Aur Hamare Site Par Bane Rahe Stay Tuned.
0 Comments
Thank You For Comment...